tu hi toh jannat meri
tu hi mera junoon
tu hi toh mannat meri
tu hi roh ka sukoon
tu hi aakhion ki thandak
tu hi dil ki hain dastaq
aur kuch na janu mein
bas itna hin janu…
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
sajde sar jhukta hain, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
kaisi hain yeh doori, kaisi majboori
maine nazron se tujhe chooliyaaa… oh ho ho ho
kabhi teri khusboo,kabhi teri baatein
bin maangein ye jahaan pa liya
tu hi dil ki hain ronak, tu hi janmon ki daulat
aur kuch na janu, bas itna hin janu…
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
sajde sar jhukta hain, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
vasdi vasdi vasdi
dil di dil vich vasdi
nasdi nasdi nasdi
dil ro ve the nasdi
rab ne... bana di jodi hain…
vasdi vasdi vasdi
dil di dil vich vasdi
nasdi nasdi nasdi
dil ro ve de naasdi
cham cham aayein, mujhe tarsayen
tera saaya chedke, chumta… oho hon…
tu jo muskayein, tu jo sharmaye
jaise mera hai khuda jhoomta
tu hi meri hain barkat, tu hi meri ebadat
aur kuch na jano, bas itna hin jano
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
sajde sar jhukta hain, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hain, yaara mein kya karoon
vasdi vasdi vasdi
dil di dil vich vasdi
nasdi nasdi nasdi
dil ro ve the nasdi
rab ne bana di jodi… haaaaaiiiii…
Tuesday, January 13, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment